ek tanha sa safar
tanhai meri hamsafar
ek tanha si yaade
tanhai ki sisakti wo barsaate
ek tanha si tarap
tanhai ke daman me chhupa
ek tanha sa sitara
tanhai ka ye alam hamara
ek tanha tanhai
Jindagi ke ye ruswai
…… Agar khatm ho gayi meri tanhai
…… To samjho aa gayi mere jivan me tumhari parchhayi…….
……………………………………………………………………………
kar raha hu mai tanhai ki bate
wo mulakate wo barsate
un lamho ko sajona
Jindagi ki chahte
kar raha hu mai tanhai ki bate
………………………………
Ye pal bit gaye
lekin meri palko me bas gaye
ek kal chala gaya
lekin mere aj or kal pe wo chha gaya
…………………………………..
written by me….
………. To be continued…
Subscribe to our feeds and stay updated…

aapke dil me bas jayege SMS ki tarah
dil me bajenge RING TONE ki tarah
dosti kam nahi hongi BALANCE ki tarah
sirf aap busy na rahena NETWORK ki tarah…….
aap ki muskan hamari kamjori hai
keh na pana hamari majboori hai
aap kyun nahi samjte is khamoshi ko
kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai
I am maahi mujhe dard bali sayari pasand he
Udasi bhi muskan ban jayegi
rukti hui sanse bhi jaan ban jayegi
bhej dijiye hawao me apni khusbu
wohi humari khushi ka farman ban jayegi
100 gulab kam he doli sajaneke liye
1 gulab kafi he mandir me chadane ke liye
100 khushi kam he zindagi bitane ke liye
1 misscall kafi he yaad dilane ke liye?
Mala sad sms khup aavdtat
ME KHUD EK SAYAR HU MUJE SAYARI BHUT PASAND HE
usne kabhi rone na diya
muje apna is kadar bana liya
wo krte hai pyar hum se bhaut
hame ham se chura liya
i really love you my jaan .
i miss u .please come back .CHAYA.
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi….!
Kai Khat Nahi Koi Khabar Nahi Apko Shayad Riste Ki Kadar Nahi Hum To Apko Yaad Karte Hai Har Saans K Sati Shayad Apko Hamari Saans Ki Koi Fikar Nahi..
ankho me rhi dil me utar kar nhi dekha
kisti ke mushafir ne samander nhi dekha
patthar mujhe kahti hai mere chahne wali
mai mom hu usne mujhe chhukar nhi dekha
Khud ki mohabbat
fanna koun karega
sab nek banege to gunaah koun karega
a KHUDA bewafa sanam ko salamat rakna
nhi to roz meri mout ki duwa koun karega
always love u …………….
mujhe to dard bhar shayri bhaut p..snt hai..realy..me sagar..[mumbai]
pyar ek se hota hai hajaro se nhi hum pyar “sweta” se karte hai kise aur se nhi…i..l u..sweta[mauritius_goodlands]
very very nice
HOk shrminda gunaahon
se.kbhi sar jhuka to sahi\”
wo karega maaf tuje do ashk
baha to sahi\”
rhegi chandni qabr me be sath
tere tu uski yaad ko dill se zara
laga to sahi\”
na rhega tu mohtaaj kabhi kisi
ka\”
kiya hai jo khuda se ehed wo
nibha to sahi\”
wo ghafoor raheem sunta hai
dua sabki\”
arey nadaan apney haath utha
k daaman phaila to
sahi……………….